Hazrat Ali(ra) حٖضرت علی Was the Last Caliph of Islam. Hazrat Muhammad (SAW) Says About Hazrat Aliحٖضرت علی Was the Door of Knowledge. Hare We Listed Some Famous Quotes by Hazrat Ali(ra) حٖضرت علی.
Hazrat Ali Ka Farman ha, Sabar ki 2 Sortay Ha Jo Na Pasand Ho Asy Birdshat Krna aur Jo Pasand Ho ais ka Intazar Krna.
Hazrat Ali(ra) حٖضرت علی.
We Tried to List Best Quotes by Hazrat Ali (RA) in Urdu.
Namaz ki Fikar tm Apny Upr Faraz Kr Lo, Khuda Ki Qasam Dunya ki Fikar sy Azad Ho gyo gye aur Kamyabi Thumary Qadam Chomay gi.
Hazrat Ali(ra) حٖضرت علی.
Kabhi Apni Zaban sy Kisi ky Aib Biyan na Kro Kiw kye Aib Tum mia bhi ha aur Zuban logy ki bhi ha,
Hazrat Ali(ra) حٖضرت علی.
You Can Read Some Famous Urdu Quotes by Hazrat Ali (RA). You Can Share this Quotes on Whatsapp, Facebook & Instagram and Twitter.
Ghalt Baat pr Ghusa A Jana Sharafat ki Nishani ha Lakin Asi Ghusy ko Pi Jana Momain ki Nashani Ha.
Hazrat Ali(ra) حٖضرت علی.
Thumara Acha Waqat Dunya ko Batata ha ky tum kon Ho aur Thumara Bura Waqat Thumy Batata ha Kye Dunya Kia Ha,
Hazrat Ali(ra) حٖضرت علی.
Lamba Dhaga Aur Lambi Zaban Hamyesha Ulagh jaty Ha, Asi Lye Dhaga Lapit Kr Aur Zuban Sumait kr Rakhani Chay.
Urdu Quotes